LETRA
Usa A− / A+ para ajustar el tamañoTu Yaad Aya
[Verse]Hui Mohabbat Ki Baat PhirSata Rahi Hai Ye Raat PhirBheega Rahi Hai In Aankhon KoBe-Wakt Ki Hai Barshat Phir[Pre-Chorus]Aa Gaya Kyun Labon PeYe Naam Tera Bata[Chorus]Yaad Aya, Tu Yaad AayaTu Yaad Aaya Hai Aaj PhirJo Teri Baaton Ne Dil DukhayaTu Yaad Aaya Hai Aaj Phir[Verse]Kabhi Ye Saansein Thi Bas TumhaariJo Hai Zaaya Fizool HaiThi Khaab Mein Aankhon Mein Wafa KeWahan Judayi Ki Dhool Hai[Pre-Chorus]Guzar Gaya Tu Nahi Waha HuJahan Tu Aaya Na Laut KarNa Phir Kisi Se Dil LagayaTu Yaad Aaya Hai Aaj Phir[Chorus]Tu Yaad Aya, Tu Yaad AayaTu Yaad Aaya Hai Aaj PhirJo Teri Baaton Ne Dil Dukhaya[Próxima Parte]Tu Yaad Aaya Aaj Phir[Verse]Mujhe Hawaye Suna Rahi HainJo Baatein Hum Tum Bhula GayeHai Aate Jaate Mujhe BhigaateKyun Aaj Mausam Rula Gaye[Pre-Chorus]Use Talaashun Jo Kho Gaya HaiKahan Milega Wo HumsafarJise Tha Maine Kabhi Bhulaya[Próxima Parte]Tu Yaad Aaya Hai Aaj Phir
¿Esta letra es correcta?
Evalúa la versión pública o envía una corrección para revisión.
FUNCIÓN LETROU
Modo Escenario
Letra grande, desplazamiento automático y pantalla completa para cantar o estudiar.
ENCUENTRA OTRA
Buscar una canción
Busca por título o artista.
CENTRO DEL CANTANTE
Abrir herramientas →Entrena tu voz
Respiración, calentamiento, afinación y rango vocal.


