Udit:Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh heyYe taara woh taara har taara -2Dekho jisse bhi lage pyaaraYe taara woh taara har taara(Ye sab saath mein jo hai raat meinToh jagmagaaya aasmaan saara) -2Jagmag taare, do taare, lo taare sau taareJagmag saare, har taara hai sharaaraUdit:Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hainSaath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hainSamjho sabse pehele toh, rang hote akele tohIndranush banta hi nahinEk na ham ho paaye toh, anyaay se ladne koHogi koyi janta hi nahinPhir na kehna nirbal hai kyun haara hmm…aara taaraYe taara woh taara har taara -3Dekho jisse bhi lage pyaaraYe sab saath mein jo hai raat meinToh jagmagaaya aasmaan saaraJagmag taare, do taare, lo taare sau taareJagmag saare, har taara hai sharaaraUdit:Boond boond milne se, banta ek dariya haiBoond boond saagar hai, warna ye saagar kya haiSamjho is paheli ko, boond ho akeli tohEk boond jaise kuchh bhi nahinHam auron ko chhode toh, munh sabse hi mude tohTanha rehna jaaye dekho ham kahinKyun na bane milke ham dhaara hmm..aara taaraVignesh:Ye taara woh taara har taara -3Dekho jisse bhi lage pyaaraYe taara woh taara har taaraYe sab saath mein jo hai raat meinToh jagmagaaya aasmaan saaraBoth:Jagmag taare, do taare, lo taare sau taareJagmag saare, har taara hai sharaaraUdit:Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh heyOh ho ho ho ho ho oho… ho ho…ho ho ho…Udit:Jo kisaan hal sambhaale, dharti sona hi ugaayeJo gowaala gaiya paale, dudh ki nadi bahaayeJo lohaar loha dhhaale, har auzaar dhhal jaayeMitti jo kumbhaar uthhaale, mitti pyaala ban jaayeSab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat keKissi ka kissi se koyi bair nahinSab ke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hainKoyi bhi kissi se yahaan ghair nahinSeedhi baat hai samjho yaara…hmm…aara taaraBaby Pooja:Ye taara woh taara har taara -2Vignesh:Dekho jisse bhi lage pyaaraYe taara woh taara har taaraUdit:Ye sab saath mein jo hai raat meinToh jagmagaaya aasmaan saaraBaby Pooja:Jagmag taare, do taare, lo taare sau taareJagmag saare, har taara hai sharaaraUdit & Kids:Ye taara woh taara har taara -3Kids:Ye taara woh taara har taaraUdit:(Dekho jisse bhi lage pyaara)
🎤
DIFERENCIAL LETROU
Modo Palco
Fonte grande, rolagem automática e tela cheia para cantar ou estudar.
⌕
ENCONTRE OUTRA
Buscar uma música
Pesquise pelo título ou pelo artista.
◉
CENTRO DO CANTOR
Treine sua voz
Respiração, aquecimento, afinação e extensão vocal.
Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Ye taara woh taara har taara -2
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
(Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara) -2
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara
Udit:
Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hain
Saath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hain
Samjho sabse pehele toh, rang hote akele toh
Indranush banta hi nahin
Ek na ham ho paaye toh, anyaay se ladne ko
Hogi koyi janta hi nahin
Phir na kehna nirbal hai kyun haara hmm…aara taara
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara
Udit:
Boond boond milne se, banta ek dariya hai
Boond boond saagar hai, warna ye saagar kya hai
Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh
Ek boond jaise kuchh bhi nahin
Ham auron ko chhode toh, munh sabse hi mude toh
Tanha rehna jaaye dekho ham kahin
Kyun na bane milke ham dhaara hmm..aara taara
Vignesh:
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
Both:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara
Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Oh ho ho ho ho ho oho… ho ho…ho ho ho…
Udit:
Jo kisaan hal sambhaale, dharti sona hi ugaaye
Jo gowaala gaiya paale, dudh ki nadi bahaaye
Jo lohaar loha dhhaale, har auzaar dhhal jaaye
Mitti jo kumbhaar uthhaale, mitti pyaala ban jaaye
Sab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat ke
Kissi ka kissi se koyi bair nahin
Sab ke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hain
Koyi bhi kissi se yahaan ghair nahin
Seedhi baat hai samjho yaara…hmm…aara taara
Baby Pooja:
Ye taara woh taara har taara -2
Vignesh:
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
Udit:
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
Baby Pooja:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara
Udit & Kids:
Ye taara woh taara har taara -3
Kids:
Ye taara woh taara har taara
Udit:
(Dekho jisse bhi lage pyaara)
Velocidade
SEU ESPAÇO
Meu repertório
Esta lista compartilhada também será salva automaticamente no repertório deste aparelho.