(Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariyaTune mann moh liya…saanwariya ho…) -2Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann haiSapnon ka saawan hai, nainon ka aangan haiChhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho…Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariyaTune mann moh liya…saanwariya ho…Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya haiToh maine kya paaya hai, kaise kahoon haanKahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan haiJo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoonTu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aayeBhooli hoon main jaise, apni dagariyaJabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariyaSaanwariya saanwariya, main toh huwi baawariyaTune mann moh liya…saanwariya ho…Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gayaKhilne lage hain phoolse meri raah meinPhir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwiNaya ambar huwa, teri aur meri chaah meinChanchal, hawa, taraana koyi gaayeNadiya bhi koyi kahaani kehti jaayeJabse mili sajna, tujhse najariyaHo gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariyaSaanwariya saanwariyaSaanwariya saanwariya, main toh huwi baawariyaTune mann moh liya... saanwariya ho...Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2
Are these lyrics correct?
Rate the public version or submit a correction for review.
🎤
LETROU FEATURE
Stage Mode
Large text, automatic scrolling and fullscreen for singing or practice.
(Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…) -2
Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai
Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai
Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho…
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…
Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2
Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise, apni dagariya
Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…
Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya
Khilne lage hain phoolse meri raah mein
Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi
Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein
Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye
Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye
Jabse mili sajna, tujhse najariya
Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya
Saanwariya saanwariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya... saanwariya ho...
Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2
Speed
YOUR SPACE
My repertoire
This shared list will also be saved automatically in the repertoire of this device.